Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
Rehan M Din said:
sun_shine said:
*yaa Right Aisay Leader ho jo Inkalaab la sakay Inkalaab Zindabaad...!
Inqilaab grass root level sai start hota hai... 10 mai sai 2 log inqilaab chahtay hain... woh bhi ghar bethay bethay... koi kisi aur kay saath mil kar chlnay ko tayar nahi... aisay halaaat mai inqilaab nahi aata...
*yaa Right Sir Inkalaab sab chahtay hain hamaray paas ek true Leadership ki kami hain Jo hamain guide kar sakay...!
ap kesay keh sakti hain keh sab inqilaab chahtay hain??? jo log inkilaab chahtay hain woh apni naslain bhi qurban karnay sai daraigh nahi kartay... yahan ham aik din kay kaam ki qurbani nahi dai saktay... aur jahan tak leadership ki baat hai... woh bhi aap khud hi dekh lain... keh agar ham suppose bhi kar lain keh Imran khan main true leadership qualities hain to ham mai sai kitnay log un k saath hain??? agar majority un k saath hain to phir un ki team front per kyoun nahi rise ho rahi...
SS... is mai koi shak nahi keh Imran khan is Most famous Political man in Pakistan... lekin yeh lazmi nahi keh famous hona achay leader honay ka proof ho... ya is cheez ka proof ho keh awam us kay saath chal paray gi...
Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mr nice guy said:
Rehan M Din said:
mr nice guy said:
democracy ke khawaish mand logo mubarak ho mr 10% judges ko bahaal nahi karne wale NRO ke khoof ki waja se lol
NRO denay wala kon tha....??? Aik DICTATOR....
wo sirf benazir se muhaida huwa tha..kyonke awaam democracy ke lye ro rahe thi...ab corrupt logo ko vote de ke khush hai asal mein leader ka saath awam de na tu wo khabi na bhatke...rahe baat dictator ki wo chala gaya ab agey ki khair manao..
brother dictator ko benazir hi kyoun nazar aai agreement k liye??? aur koi kyoun nahi.... Hamain bhi yahi herat thi keh corrupt logon ko vote kyoun diye hain logon nay???? kisi sai pocha bhi... to jawab mila... DICTATOR sai nijaat chahiye... Usay harana hai... apna vote kisi aur ko dai kar...
Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yahi to mai bhi keh raha hoon...
lekin ham inqilaab ki umeed kis sai karain??? Judges sai??? Molivion sai??? ya Politicians sai???
hamain apnay end per bhi dekhnna chahiye... keh agar inqilaab ki koi tehreek bhi shuru hoti hai to uss mai hamari participation kitni ho gi??? kya ham road per nikal aen gay?????